Mi TV 4 with 55-inch 4K display
Hi Guys, Hope You All Are Enjoying my Blog service, ek baar fir se aapka swagat karta hoo aaur aaj
bahut important news lekar aaya hoo. kyuki aaj yani ki 14th of feb 2018 ko Xiaomi ne world ka
sabse patli TV launch kiya hai India ke liye 55inch ka, jo ki 22nd se available hoga purchase ke
Specification :
To aaiye jante hai MI TV 4 me kya hai khas:-
paper thin profile ke sath aane wala Mi TV 4, 4.99mm patla hai. TV ka weight 20kg ke andar hai. esse ye sabse patle High and TV me se ek ban gaya hai.
China me Mi TV 4, 3 versions me uplabdha hai but India me only one version of 55″ me available hai. Mi TV 4 Aluminium se banaya gaya hai, eske front ka design glass ka hai.
Esme 3 HDMIE 2.0 ports, 1 USB 2.0 Ports, 1USB 3.0 Ports, 1 Ethernet Port, Standard AV analog aur audio outports maujud hai.
Eski dusri main khasiyat hai ki eska display Borderless hai, Mi TV4 Samsung 4K SVA display panel ke sath aata hai. Yeh HDR ko bhi support karta hai. Xiaomi Mi TV 4 1.8GHZ Quad core Am-logic T968 Cortex A53processor, T830 MP2 GPU ke sath aata hai. Esme DDR4 2GB RAM aur 8GB flash Storage dee gai hai. Dualband wifi aaur 4.0 Bluetooth ke sath esme 2 8W ke speakers bhi hai, jo ki Dolby Audio ko support karta hai.
Software :
Xiaomi Mi TV 4 ka sabse bada khasiyat eska software hai jo ki smart phone se milta julta hai, jo ki Android base par adharit hai, yeh TV apke aawaz par bhi kam karega.
Simply kaha jaye to Xiaomi ne Future Proof TV ko Launch kiya hai.